Jangalon ke khatre hain Bastiyon ki Rahon mein
Waqt thehar jata hai Munzar nigahon mein
Jangalon ke khatre hain Bastiyon ki Rahon mein
Hussain tum nahin rahe tumhara ghar nahi raha,Magar tumhare baad zaalimon ka ddar nahi raha..
Dil udas rehta hai Barishon ke Mausam mein
Maana ke teri deed ke qaabil nahin hoon main,Tu mera shauq dekh, mera intizaar dekh..
Dekh lete hain khalish dil ki mitta lete hain,Pass-e-dewaar kharre hain tera kya lete hain
Itnay Bhi Tou Woh Khafaa Nahi ThaayJaisaay Kubhi Aashnaa Nahi Thay.
Kiss Qadar Masoom Saa Lehja Tha Unn Ka“Faraz”Dheeray Say Jaan Keh Kar Hamein Bejaan Kar Gaya
Joo chahat se daikhe us ke saang chale,Saach pocho to chand bara harjaai hai.
roj kehti hu ke bhul jayunga usemagar na jane kyu roj ye baat bhul jati hu
Itnay sangdil na bano kuch to murawwat seekho…!Tum pai martay hain to Kaya maar hi daalo gay?
Agar Ruk Jaye Meri Dharkan To Maut Na SamjhnaKai Bar Aisa Hua Hai Tujhe Yaad Karte Karte..!!!!
Rukey to chand, Chale to hawaaon jesa hai,Woh shakhss dhoop mein dekho to chaaon jesa hai.
Tera Wajood bhi hai sach magar, Humain tujhse,Wo Ishq hai ke tujhe soch kar hii mar jaayen
Har Ek Morr Pe Ghamoon Ko Saza Dain Hum,Chalo Zindagi Ko Muhabbat Bana Dain hum…
Phool khilte hain to hum sochte hain,Tujh se milne ke zamaane aaye..
Afsaanon ki duniya mein sab jhoot nahin hota,Dil aur bhi uljhe ga parrhiye na kitabon ko..
Main kuch na kahoon aur chahoon ke meri baat,Khushbuu ki tarah urr ke tere dil main utar jaye..
Doosri baar bhi hoti to tum se hoti,Main mohabbat jo bilfarz dobara karta..