Tanhai Un Kay Dard Say Khoob Waqif Tha WohFarazPhir Bhi Duniya Main Mujhay Tanha Banaya Usnay.
Chhor duniya ke sab jhamelo’n ko,Aa mere dil pe hukmaraani kar..
Baa’z oqaat kisi or kay milnay sa adam,Apni hasti sa mulaqat bhi ho jaati hai..
Tumhari yaad ki khushbuu mere daaman se lippti hai,Barra acha sa lagta hai tumhe hi sochte rehnaa..
Manzoor ho to tum mere dil mein reh lo,Mere pass behter koi aur ghar naheen.
Tere khamosh honton par mohabbat gun-gunati hai,Tu mera hai, main teri hoon, bus yehi aawaz ati hai…